Tere Liye HD Video Song | Fitoor | Aditya | Katrina

Tere Liye HD Video Song

Tere Liye HD Video Song | Fitoor | Aditya Roy Kapur, Katrina Kaif | Sunidhi Chauhan & Jubin Nautiyal.

Tere Liye HD Video Song Watch Online.

Click Here To Download Tere Liye Video HD Song

Lyrics :

Maine poochha yeh dil se
Main kyun hun jahaan mein
Ek dhadkan boli tere liye

Maine yaaden tarashee
Aur khaab bana di
Nai duniya basa di tere liye

Tere liye, (+3)

Jo main kehta hun, jo sunta hun
Jo sehta hun tere liye
Main girtha hun, sambhalta hun
Fir chalta hun tere liye

Koyi dard hun gehra
Koyi aks hun bisra
Main kyaa hun bata de tere liye
Yaadon ka chehra, koyi khaab sunehara
Main kyaa hun bata de tere liye

Tere liye, (+3)

Main khoya sa ek lamha hun
Bas is pal hun tere liye
Main awara baadal hun
Bas is pal hun tere liye

Mere har marz ki tu dawa hai
Huyi hai kabool woh dua hai
Yeh ulfat hai ya koyi nasha hai
Jisey chhoona chaahe woh dhuan hai

Tere liye, (+3)

Jo main kehta hun, jo sunta hun
Jo sehta hun tere liye
Main girtha hun, sambhalta hun
Fir chalta hun tere liye